Sunday, March 24, 2013


Dard se dard nahi to aur kya milega,
Kaanto se kabhi phul thodi milega,
Paththar ko pighlane chale the ham,
magar ye bhul gaye ke,
Paththar se kabhi paani thodi milega.


Hamne naa ki thi yeh arzoo pehle kabhi, par hamare hisse mein ab yeh aaya hai,
Dhund dhund ke kuch haasil kiya hi nahi kabhi, sab chal ke hamare paas aaya hai.





No comments:

Post a Comment